monukumar32 13 years ago Ham toa sirf tumhe chahte the. lekin tumhara ashiqon ka kafiala nikla hamne socha sikayat karen khuda se lekin khuda bhi tumhara chahne wala nikla.
monukumar32 13 years ago Na subhah aye na saam aye. unke khatt aye na pegan. hamne jiski yaad main luta di apni duniya unohne hami par bewafai ke injaam lagaye.
monukumar32 13 years ago Gam hi gam hain meri jindgi . khushi mujhe raas nahin. dil bhi uss ladki se lagaya jiski milne ki aas nahin.
monukumar32 13 years ago Hi friends this is for you.
mosam ho suhana. nadi ka ho kinara, yahi dua karte hain gaal apka ho par hont hamara ho.