OwnSkin logo
English
Select Phone Model
Hi,Guest (Login | Sign Up)



To sign my guestbook, you need to signin first.
2phoenix 11 years ago
are yaar waise nahi yaar work ke baad yahan kuch pal ki khushiyan mil jaatha hai tum, nir, aur pari ke saath . Waise yaar kahan ki ride ki thaiyyari hai kya os ko alvida kehne wale ho kya? yaar friends banaye tumne apnee marzi se aur jaa bhi rahe ho apni marzi se ye mere khyal se teekh nahi hai jaane ke pehle apne aziz doston se puch ke fir os se jaana chahiye agar unlogo ne haan bola tho samjhe. Koi long ride jaane ki zarvat nahi hai . Waise bhi baarish ka mausam hai yehi pe raho.

2phoenix 11 years ago
hi, gud evening .Have a nice weekend. Kaun kab kahan yeh tho koi nahi keh saktha. Jo bhi hai is pal me hi hai dukh bhi aur sukh bhi mera asul hai ki main yahan hasoon aur hasaoon so that people can forget their worries for a shortwhile atleast. Aur sunao kaun si bike hai tumhari aur kya kuch modify kiya kya usme? Mera schedule bahut hi busy hai isliye yahan os mein mere aane ke time me koi mila tho bak bak karke chale jaatha hoon. Nir se bhi bahut dino se baat nahi ho paa rahi hai. Pari milthi hai kabhi kabhi tho usse baat ho jaatha hai

AngleJ30 11 years ago
:)Good evening:)

miku1989 11 years ago
Dosti main dooriyan to aati rehti hain Phir bhi dosti dilo ko mila deti hai Wo dosti hi kiya jo naraz na ho Per sachi dosti dosto ko mana leti hai..... ★·.·´¯`·.·★ ţąɲhą ʍɨЌµ ★·.·´¯`·.·★

miku1989 11 years ago
Apne Aasuo Ko Itna Mehnga Karo K Koi Unhe Lene Ki Koshish Na Kare, Aur Apni Muskan Ko Itna Sasta Kr do K Har Koi Usko Pane Ki Chah Kare.. :shy2: Gud Noon :shy2: ★·.·´¯`·.·★ ţąɲhą ʍɨЌµ ★·.·´¯`·.·★

HEER185 11 years ago
Rider :o 1 din Mujhse kaha god ne:- Mat kar intezar is janam me uska, milna mushkil hai, Maine bhi keh diya:- Lene de maza intezar ka, agle janam me to mumkin he. Fir kaha god ne:- Mat bhool apni aukat tu to ek insan hai, Maine kaha:- >:-(To mila de mujhe mere dost se or sabit karki tu hi bhagvan hai. Good night

Rider06 11 years ago
Sorry frndz aaj net bht error ho raha hai :mad: plz don't mind :)

pariyonkirani 11 years ago
ge,Rider kaise ho?

prit07 11 years ago
[b] ★ goo∂ ★ •● •● ★ ηìght ★ •● •● ★ƒяieηdz ★

Aashna143 11 years ago
Jaante H Sb Fir B Anjaan Bante He Isi Tarah Wo Hume Pareshan Krte He Puchte H Hmse K Apko Kya Pasand He Khud Jawaab Hokar B Ye Sawal Krte He –> Umr Ki Raah Me Raste Badal Jate H Waqt Ki Andhi Me Insaan Badal Jate H Sochte H Padh Padh K Record Tod Dege LekinBook Dekte Hi Khyalaat Badal Jate Hain.. –> Koi Pyar Kehte Hai Koi Mohabbat Kahta Hai Kuch LogBandagi Kehte Hai Magar Jinke SathHam Rahte Hai Unko Hum Apni Jindgi Kehte Hai. –> Khule Lab To Dua De Aap Ko Hr Roz Nai ZindgiDhunde Aapko Agar Ek Khushi Ki Arzu Kre Aap To Khuda Khushiyo Ko Jaha De Aapko. –> Mil JatiH Kitno Ko Khushi, Mil Jate Hai Kitno Ko Gum Msg Isliye Bhejte Hai Ham. Taki Dur Rehke B Hamari Yaad Na Ho Kam. –> Aapki Har Khata Manjur Hai Aapka Har Shikwa Kabul Hai Nahi Jaante Kya Rishta Hai Aapse Humraha Par Jo B Hai MujheDil Se Kabul Hai. –> Najuk Si ChahatSe Shisha Na Tute Choti Shi Baat Se ApneNa Ruthe , Thodi Si Fikar Koi Agar Aapko Hamari To Khoshish Karna Ki KisiK Behkane Se Ye Rista Na Tute. –> Apno Se Dur Hona Majburi Hoti Hai. Hakikat Ki Duniya Bhi Jaruri Hotai Hai Kaun Si Hsrat Hai Jo Sapno Se Puri Hoti Hai , Apne Na Ho To Hr Khushi Aduri Hoti Hai. –> Jiyo Uske Liye Jo Jine Ka Sahara Ho.. Chaho Use Jo Jaan Se Bhi Pyara Ho.. Rah Me To Milenge Bahut.. Lekin Sath Uska Do Jisne Aapko Bheed Me Pukara Ho.. –> Koi Magrur Hokar Pita Hai, Koi Mazabur Hokar Pita Hai. Kambakht Is Sharab Ko Pine Ke Bad He Aadami Asal Zindagi Jeeta Hai. –> Zindgi Jub Kisi Dorahe Pr Aati H, Ek Ajib Si Kasmakas Mei Pad Jati H, Chunte H Hum Kisi Ek Raah Ko Pr Dusri, Raah Ki Yaade Shayad Zindagi Ban Jati H..

Next
Prev
[ < ] [ 6 ] [ 7 ] [ 8 ] [ 9 ] [ 10 ] [ > ]

Free Download

Home
Feedback/Help
©2011 OwnSkin.com