To sign my guestbook, you need to signin first. | |
RRAVI Guestbook![]() Is dil mein salamt hy ab tak Wo shukhi-e-lab wo harf-e-wafa Wo naqsh-e-qadam wo aks-e-hina So bar jise chuma hum ne So bar parstish ki jis ki Is dil mein salamt hy ab tak Wo gard-e-alm wo deda-e-num Ham jis mein chupa kar rakhte the Tasveer bikharti yadöön ki Zanjèèr pighalte wadöön ki Punji nakam iradøön ki Aay taz hawa naraz na ho Is dil mein salamt hy ab tak Samam bicharti saät kä Kuch tukre garm dupahuroon ka Kuch raz narm sawaloon ke Kuch dar unmul kheyaloon ke Ik sacha roop haqeqt ka Ik jhota lafz MOHABAT ka...! ![]() ek khel hai ye zindagi, ek tamaasha hai cheez 'wafaa' jo sulagti hoi chingari ko deti hai rah-rahkar hawaa." " Jab bharak uthti hai aag dil mein tab, bewafaii ki baarish hoti hai. bujh jaate hain ,dil ke, shole sabhi , aur tanhai ki raat ,shuru hoti hai .. " " wafaa ka juloos nikaal kar, bewafaai chain se soti hai. Bas, tabhi ek roz hamaari , apni parchhaayee se mulakat hoti hai " " Sunkar iss khel ke niyam, parchaye bhi saath roti hai .. Ho jaate hain jab aansoon tamaam..to kaandhon par uthi, khud ki baraat hoti hai ![]() Hum Khaak-e-Zameen Hokar Us Chand Ki Hasrat Kar Baithe........, Wo Cheez Sitaron Se B Onchi Thi Jissay Hum Mohabat Kar Baithe...... Unhe chahana hamari kamzori hai, Unse keh nahi pana hamari majburi hai, Wo kyun nahi samajhte hamari khamoshi ko, Kya pyaar ka izhaar karna zaruri hai. ![]() Apne Ahsas Se Chu Kar Mujhe Sandal Kar Do Main Sadiyon Se Idhoora Ho Mukamal Kar Do Na Tumhe Hoosh Raha Na Mujhe Hoosh Raha Iss Qader Toot Ker Chaho Ki Mujhay Pagal Kar Do Tum Hathali Ko Mara Pyaar Ki Mehndi Say Rang Do Apni Ankhon Main Mara Naam Ka Kajal Kar Do Dhoop Hi Dhoop Hon Main Iss Tarha Too Kar Bersoo Mujh Per Main To Sehra Ho Mujhay Pyaar Ka Badal Kar Do Iss K Saya Main Mara Khawab Mahek Jayin Ga Mare Chehray Per Umeddon Ka Anchal Kar Do Apna Honton Ki Moher Lagaoo Mujh Per Ek Nazer Pyaar Say Deakho Mujhay Ghayal Kar Do ![]() Kya Mila Tumhe Socho, Humko Aazmaane Mein Aag Lag Gayi Aakhir, Har Taraf Zamane Mein Tum Toh Chaar Din Mein Hi Apna Hownsla Kho Beithe Umar Beet Jaati Hai, Roothne-Manaane Mein Tumne Sab Luta diye Ashk Meri Palko Ke Ik Zamaana Lagta Hai,Ashk ko juttne me Tumne ek pal me chinn liya mere chehre ko wo noor Barso lag jate he Aaine Sajaane Mein Aaj hai Sabhi Masroof, Farak Sirf Itna Hai Koi Ghar Banaane Mein, Toh Koi Ghar Jalaane Mein Tab Dil tha Diwana, Jo Uska Rukh Na Pehchana Saazishe Bhi Shaamil thi Jiske Muskuraane Mein | |